14 September 2020
مری کہانی مجھے ایسے سب سنانے لگے...سیف بابر @ محمد سیف بابر मिरी कहानी मुझे ऐसे सब सुनाने लगे...सैफ़ बाबर @ मोहम्मद सैफ़ बाबर Miri Kahani Mujhe Aise Sab Sunane Lage. .. Saif Babar @ Mohd Saif Babar
25 August 2020
Biography Of Mohd Saif Babar @ Saif Babar
19 April 2020
घर से बाहर भी निकलते हैं तो जाँ जाती है, लेके ज़हरीली हवा हमको कहाँ जाती है - शायर:- सैफ़ बाबर @ मोहम्मद सैफ़ बाबर - Ghar Se Bahar Bhi Nikalte Hain To JaaN Jati Hai , Leke Zehrili Hawa Hamko KahaN Jati Hai - Shayar Saif Babar @ Mohd Saif Babar
31 December 2012
Naya Saal 2013 Mubarak Ho - Saif Babar नया साल 2013 मुबारक हो - सैफ़ बाबर
Na Gujraat Me Koi Abla Lute Aur !
Na Ho Damini Ka Watan Me Ye Haal Ab !!
Dua "Saif" Mil Jul Ke Ham Sab Ye Mange !
Nai Raushni Se Ho Roushan Ye Saal Ab !!
Shayar :- Mohd Saif Babar (Saif Babar)
Mobile No :- +91 9936008545
*********************************************************************************
आपका शायर दोस्त मोहम्मद सैफ़ बाबर ( सैफ़ बाबर ) आप सभी दोस्तों को अपने इन 4 मिसरों के साथ नए साल 2013 की मुबारकबाद पेश करता है :-
न गुजरात में कोई अबला लुटे और !
न हो दामिनी का वतन में ये हाल अब !!
दुआ "सैफ़" मिल जुलके हम सब ये मांगे !
शायर :- मोहम्मद सैफ़ बाबर ( सैफ़ बाबर )
मोबाइल नंबर :- +91 9936008545
29 December 2012
Insaaf Kise Kahte Hain Dikhla Diya Jaye - Shayar :- Saif Babar इन्साफ किसे कहते हैं दिखला दिया जाए -शायर - सैफ़ बाबर
इन्साफ किसे कहते हैं दिखला दिया जाए !
ये काम ज़ुरूरी था चलो अब ये किया जाए !!
भारत में कहीं "सैफ़" बलात्कार न होंगे !
क़ानून शरियत का जो अपना लिया जाए !! शायर :- मोहम्मद सैफ़ बाबर ( सैफ़ बाबर )
मोबाइल नंबर :- +91 9936008545
Shayar :- Mohammad Saif Babar (Saif Babar)
@ Mohd Saif Babar (Saif Babar)
*********************************************************************************
Damini Par Hue Zulm Ke Khilaf Aur Uske Qatilon Ko Saza E Maut Ki Apeel Ke Sath Aapka Shayar Dost Apna Ye Qata Damini Ko Batour Khiraje Aqeedat Pesh Karta Hai:-
Insaaf Kise Kahte Hain Dikhla Diya Jaye !
Ye Kaam Zaruri Tha Chalo Ab Ye Kiya Jaye !!
Bharat Me Kahin "Saif" Balatkaar Na Honge !
Qanoon Shariyat Ka Jo Apna Liya Jaye !!
Shayar :- Mohammad Saif Babar (Saif Babar)
Mobile No :- +919936008545
Shayar :- Mohammad Saif Babar (Saif Babar)
@ Mohd Saif Babar (Saif Babar)
13 November 2012
Ye Raushni Ka Parv Hai Raushan Zamir Kar - Shayar :- Saif Babar -ये रौशनी का पर्व है रौशन ज़मीर कर -शायर - सैफ़ बाबर
Hai
Ye Raushni Ka Parv Hai Raushan Zameer Kar !
Daulat Bhi "Saif" Aaeygi Man Tow Ameer Kar !!
Shayar :- Mohd Saif Babar ( Saif Babar )Lucknow
Mobile No :- (+91) 9936008545
*********************************************************************************
आपका शायर दोस्त सैफ़ बाबर अपने इस शेर के साथ आप सबको दिवाली की मुबारकबाद पेश करता है
ये रौशनी का पर्व है रौशन ज़मीर कर !
दौलत भी " सैफ़ " आएगी मन तो अमीर कर !!
शायर :- मोहम्मद सैफ़ बाबर ( सैफ़ बाबर )
लखनऊ
मोबाइल नंबर :- (+91) 9936008545
22 September 2012
Nazar Jhuka Ke Adab Se Salam Karte Hain........Shayar :- Mohd Saif Babar (Saif Babar)
हम आप सबका बड़ा एहतराम करते हैं !!
उन्ही सितारों ने महफ़िल सजाई है मिलकर !
चमक जो अपनी ज़माने में आम करते हैं !!
शायर:- मोहम्मद सैफ़ बाबर (सैफ़ बाबर )
मोबाइल नo :- +91 99360085454.
____________________________________
Nazar Jhuka Ke Adab Se Salam Karte Hain !
Ham Aaap Sabka Bada Ehtram Karte Hain !!
Unhi Sitaron Ne Mehfil Sajai Hai Milkar !
Chamak Jo Apni Zamane Mein Aam Karte Hain !!
Shayar :- Mohd Saif Babar (Saif Babar)
Mobile No - +91 9936008545
_______________________________________________
Note :- Ye Ghazal Manju Narain Ne Compose Ki Hai Aur Gaye Bhi Hai.
22 August 2012
All India Mushaira Saif Babar Etv Urdu Ke Mehfil E Mushaira Ke Kanpur Ke Mushaire Me
All India Mushaira Saif Babar Etv Urdu Mehfil E Mushaira Ke Kalam Noori Maharashtra Ke Mushaire Me
18 July 2012
राजेश खन्ना :- नहीं रहा रोमांस में रोमांस पैदा करने वाला -Saif Babar- Rajesh Khanna:- Nahi Raha Romance Me Romance Paida Karne Waala -Saif Babar
14 February 2012
Shaharyar:Urdu Adab Ke Asman Par Chamakta Rahega Ye Sitara-Saif Babar- शहरयार उर्दू अदब के असमान पर चमकता रहेगा ये सितारा -सैफ़ बाबर
शहरयार: उर्दू अदब के आसमान पर चमकता रहेगा ये सितारा- सैफ़ बाबरशहरयार साहब जहाँ अपनी में'आरी शायरी से उर्दू अदब के आसमान पर एक सितारे की मानिंद चमकते रहेंगे वहीँ फिल्मों में अपने बेहतरीन नग़मों के लिए हमेशा याद किये जाएंगे.
मैं शहरयार साहब के इन्तेक़ाल पर अपने इस शेर के साथ उन्हें खि़राजे अकीदत पेश करते हुए अल्लाह से उनकी मग़फ़िरत कि दुआ करता हूँ :-
लेकिन कोई युं जाए कि जैसे गया न हो !!
शायर:- सैफ़ बाबर
Shaharyar: Urdu Adab Ke Aasman Par Chamakta Rahega Ye Sitara - Saif Babar
Shaharyar Sahab Jahan Apni Me'ari Shayari Se Urdu Adab Ke Aasman Par Ek Sitare Ki Manind Chamkte Rahenge Wahin Filmon Me Aapne Behtreen Naghmon Ke Liye Hamesha Yaad kiye Jayenge.
Main Shaharyar Sahab Ke Inteqal Par Apne Is Sher Ke Sath Unhe Khiraje Aqidat Pesh Karte Hue Allaha Se Unki maghfirat Ki Dua Karta Hoon.
Lekin koe Yoon Jaye Ki Jaise Gaya Na Ho !!
Shayer:- Mohd Saif Babar (Saif Babar)
Mobile No:- +(91) 9936008545
01 February 2012
Karo Yoon Vote Ki Is Baar "Saif" Aisa Ho-Saif Babar, करो यूं वोट कि इस बार सैफ़ ऐसा हो- सैफ़ बाबर
अन्धेरी रात के चोरों पे भारी पड़ जाए !!
करो युं वोट कि इस बार "सैफ़" ऐसा हो !
तुम्हारा वोट लुटेरों पे भारी पड़ जाए !!
शायर :- मोहम्मद सैफ़ बाबर (सैफ़ बाबर)
---------------------------------------------------------
Wo Roushni Ho Andheron Pe Bhari Pad Jaye !
Andheri Raat Ke Choron Pe Bhari Pad Jaye !!
Karo Yoon Vote Ki Is Bar "Saif" Aisa Ho !
Tumhara Vote Luteron Be Bhari Pad Jaye !!
Shayar:- Mohd Saif Babar (Saif Babar)
Mobile No:- +91 9936008545
31 December 2011
Sabke Ahsaas Sabke Tan Man Ko....Mohd Saif Babar- सबके अहसास सबके तन मन को- मोहम्मद सैफ़ बाबर
सबके अहसास सबके तन मन को !
ताज़गी दे हरेक गुलशन को !!
है दुआ " सैफ़" की ये साल नया !
भर दे खु़शियों से सबके दामन को !!
Tazgi De Harek Gulshan Ko !!
Hai Dua "Saif" Ki Ye Saal Naya !
Bhar De Khusiyon Se Sabke Daman Ko !!
Shayar :- Mohd Saif Babar (Saif Babar )
Mobile No :- +91 9936008545
01 September 2011
Eid Par Shayer Mohd Saif Babar Ke Chuninda Qatat Ab Ek Sath Ek Hi Page Par- ईद पर शायर मोहम्मद सैफ़ बाबर के चुनिन्दा क़तात अब एक साथ एक ही पेज पर
(1)
ईद मुबारक हो
चाँद में उनके दीद की खुशियाँ !
हों मुबारक ये ईद की खुशियाँ !!
"सैफ़" लेकिन मज़ा तो तब है जब !
बाट दो सब में ईद सकी खुशियाँ !!
शायर - मोहम्मद सैफ़ बाबर
*************************
Eid Mubarak
Chand Me Unke deed Ki Khushiyan !
Ho Mubarak Ye eid Ki Khushiyan !!
"Saif" Lekin Maza Tow tab Hai Jab !
Baant Do Sab Me Eid Ki Khushiyan !!
Sahyar-Mohd Saif Babar (Saif Babar)
(2)
Qata
Koi Bhi Apna Farz Nibhane Se Rah Na Jaye !
Muflis Ka Haq Nikalna Khazane Se Rah Na Jaye !!
Khushiyan Manane Walon Ye Rakhna Khayal Bhi !
Koi Ghareeb Eid Manane Se Rah Na Jaye !!
Sahir :- Mohd Saif Babar (Saif Babar)
******************************************
क़ता
कोई भी अपना फ़र्ज़ निभाने से रह न जाए !
मुफ़लिस का हक़ निकलना ख़ज़ाने से रह न जाए !!
ख़ुशियाँ मनाने वालों ये रखना ख़याल भी !
कोई ग़रीब ईद मनाने से रह न जाए !!
Shayar :-Mohd Saif Babar (Saif Babar)
(3)
क़ता
बात -कैसे बनाई जाएगी !
कैसे महफ़िल सजाई जाएगी !!
"सैफ़" महबूब ही ख़फा हो जब !
ईद - कैसे मनाई जाएगी !!
****************************
Qata
Baat Kaise Banaye Jayegi !
Kaise Mehfil Sajaye Jayegi !!
"Saif" Mehboob Hi Khafa Ho Jab !!
Eid Kaise Manaye Jayegi !!
Shayer:- Mohd Saif Babar (Saif Babar)
Lucknow (UP)
India.
Mobil No :-(+91)9936008545
02 August 2011
Ramzaan Mubarak -Mohd Saif Babar रमज़ान मुबारक - मोहम्मद सैफ़ बाबर
-: Amad-E-Ramzan :- Shayar:- Mohd.Saif Babar
Barkat ka Rahmaton ka Imaan Ka Mahina
Aaya Lo Aa Gaya Phir Ramzaan ka Mahina
Ghare Hira Se Roushan Sara JahaN Hua Tha
Logon Ye Hi To Hai Wo Quraan Ka Mahina
Uska Hai Shukr Usne Hamko Ataa Kiya Hai
Tauba ka Maghfirat Ka Vardan Ka Mahina
Uski Ibadaton Se Duniya Mahak Rahii Hai
Is Aan - Baan Wala Is Shaan Ka Mahina
Chehron Pe Noor Hai Aur Ghar-Ghar Mein Ne'mate Hain
Ham Par Hai Khas Uske Ahsaan Ka Mahina
Wo Kar Raha Hai Ham Par Barish Inayaton Ki
Ay 'Saif' Ye Hai Uske Faizaan Ka Mahina
Shayar :- Mohd. Saif Babar
Mobile No :-(+91)9936008545
**-----------------***---------------**
-: अमद-ए-रमज़ान :- शायर:- मो.सैफ़ बाबर
बरकत का रहमतों का ईमान का महीना ।
आया लो आ गया फिर रमज़ान का महीना ।।
ग़ारे हिरा से रौशन सारा जहाँ हुआ था।
लोगोँ ये ही तो है वो क़ुरआन का महीना ।।
उसका है शुक्र उसने हमको अता किया है।
तौबा का मग़फ़िरत का वरदान का महीना ।।
उसकी ईबादतोँ से दुनिया महक रही है।
इस आन बान वाला इस शान का महीना ।।
चेहरोँ पे नूर है और घर घर मेँ ने'मते हैँ।
हम पर है ख़ास उसके एहसान का महीना ।।
वो कर रहा है हम पर बारिश इनायतोँ की।
ऐ 'सैफ़' ये है उसके फ़ैज़ान का महीना ।।
शायर:- मो.सैफ़ बाबर
Mobile No :-(+91)9936008545
01 August 2011
Barkat Ka Rahmaton Ka Ramzan Ka Mahina....Mohd Saif Babar - बरकत का रहमतों का रमज़ान का महिना.......मोहम्मद सैफ़ बाबर
Barkat ka Rahmaton ka Imaan Ka Mahina
Aaya Lo Aa Gaya Phir Ramzaan ka Mahina
Ghare Hira Se Roushan Sara JahaaN Hua Tha
Logon Ye Hi To Hai Wo Quraan Ka Mahina
Uska Hai Shukr Usane Hamko Ataa Kiya Hai
Tauba ka Maghfirat Ka Vardan Ka Mahina
Uski Ibadaton Se Duniya Mahak Rahii Hai
Is Aan - Baan Wala Is Shaan Ka Mahina
Chehron Pe Noor Hai Aur Ghar-Ghar Mein Ne'mate Hain
Ham Par Hai Khas Usake Ehsaan Ka Mahina
Wo Kar Raha Hai Ham Par Barish Inayaton Ki
Ay 'Saif' Ye Hai Uske Faizaan Ka Mahina
Shayar :- Mohd. Saif Babar
Mobile No :-(+91)9936008545
**-----------------***---------------**
-: अमद-ए-रमज़ान :- शायर:- मो.सैफ़ बाबर
बरकत का रहमतों का ईमान का महिना।
आया लो आ गया फिर रमज़ान का महिना।।
ग़ारे हिरा से रौशन सारा जहाँ हुआ था।
लोगोँ ये ही तो है वो क़ुरआन का महिना।।
उसका है शुक्र उसने हमको अता किया है।
तौबा का मग़फ़िरत का वरदान का महिना।।
उसकी ईबादतोँ से दुनिया महक रही है।
इस आन बान वाला इस शान का महिना।।
चेहरोँ पे नूर है और घर घर मेँ ने'मते हैँ।
हम पर है ख़ास उसके एहसान का महिना।।
वो कर रहा है हम पर बारिश इनायतोँ की।
ऐ 'सैफ़' ये है उसके फ़ैज़ान का महिना।।
शायर:- मो.सैफ़ बाबर
Mobile No :-(+91)9936008545
21 June 2011
Khuda Kare Ke wo Mera Naseeb Ho Jaye-Shair :-Mohd Saif Babar-Singers Ustad Ahmad &Mohd Hussain,Mohd Vakil&little Champ Azmat Hussain
Lyrics :- Mohd Saif Babar (Saif Babar)
Singers ;_ Ustad Ahmad Hussain Ustad Mohd Hussain
Music :- Manju Narain
Album :- Aah
&
Khuda Kare Ke wo Mera Naseeb Ho Jaye
From Album :- Guzarish
Singer :-Mohammad Vakil
Lyrics Mohd Saifd Babar (Saif Babar)
&
Khuda Kare Ke Wo Mera Naseeb Ho Jaye By Azmat Hussain Of Little Champ
14 March 2011
Khuda Kare Ke Wo Mera Naseeb Ho Jaye', by Mr. Mohammed Vakil has been nominated for 'BIG STAR IMA AwardsThe lyrics were penned by Mohammed Saif Babar
Musicbizpro is proud to announce the heartfelt musical track 'Khuda Kare Ke Wo Mera Naseeb Ho Jaye', by Mr. Mohammed Vakil has been nominated for 'BIG STAR IMA Awards'. Wishing him and the Team of Musicbizpro - All the Best!
The track titled “Khuda kare ke wo mera naseeb ho jaye, wo jitna door hai utna kareeb ho jaye”is a rather somber track, where in the singer, Vakil is expressing his loneliness and wishes to have his lover next to him. The raga “Sohni” that is employed is reminiscent of the one that was used in the film “Mughal E-Azam” which was sung by Ustad Bade Ghulam Khan Sahab. The lyrics were penned by Mohammed Saif Babar. The orchestral arrangements lend itself well to a Bollywood scene, making this track a little more versatile than an out and out ghazal track. Most importantly, Mohammed Vakil has infused this track with his inimitable style, emphasizing the fact that the ghazal tradition is alive and kicking. Add elements of Rajasthani Folk with a cross over Sufi style to this soulful track and you get a glimpse of the excellent production skills, not to mention that this track also showcases the immense talent that Mohammed Vakil possesses in rendering these ghazals, which will firmly catapult him onto the next level for all the Ghazal aficionados and musicians to appreciate.
The star power that Mohammed Vakil carries has not overwhelmed his humility who has credited this work to his two maternal uncles and renowned ghazal maestros, Ustad Ahmed Hussain and Ustad Mohammed Hussain. Mrs. Manju Narain has played a vital role in this process, whom Vakil has expressed his gratitude towards in producing these tracks. And last but not the least, Vakil has thanked the Audio Engineer, Aakash Jaitly who made these singles literally “breathe with life” with his impressive skills.
To listen to Mohammed Vakil’s nominated track, log on to http://www.musicbizpro.in/online_store.php
09 February 2011
Mushaira At Unnao On 12-2-2011 Shair :- Saif Babar,Majid Deobandi & Others
31 December 2010
Naya Saal Khushiyon Ki Saughat Laye ....(2011) Saif Babar . नया साल खु़शि़यों की सौग़ात लाए.. सैफ़ बाबर

-:नया साल 2011 मुबारक हो :-
शायर :- मोहम्मद सैफ़ बाबर (सैफ़ बाबर )
************************************
-:Naya Saal 2011 Mubarak Ho:-
Labon Par Muhabbat Ke Naghmaat Laye
Dilon Mein Hasin Se Hi Jazbaat Laye
Dua Hai Ye Hi "Saif"Jivan Mein Sabke
Naya Saal Khushiyon Ki Saughat Laye
Mohd Saif Babar (Saif Babar )
Lucknow, (U P)
India.
Mobil No :- (+91) 9936008545
25 September 2010
Mere Fitrat Se Zamane Ko Adawat Hai Bahot....Shair :-Saif Babar.मेरी फ़ितरत से ज़माने को अदावत है बहोत... शायर:-सैफ़ बाबर
rMeri Fitrat Se Zamane Ko Adawat Hai Bahot !
Meri Fitrat Se Magar Sach Ki Hifazat Hai Bahot !!
Meri Taqdeer Mein Apno Ki Mohabbat Hi Nahi !
Meri Taqdeer Mein Apno Se Mohabbat
Shayar :-Mohd. Saif Babar
Lucknow (UP) India
Mobile No :-+(91)9936008545
Photo:-Mohd. Saif Babar (Saif Babar)
(Urdu Shayar/Lyricist)
मेरी फ़ितरत से मगर सच की हिफ़ाज़त है बहोत.............सैफ़ बाबर
मेरी फ़ितरत से ज़माने को अदावत है बहोत !
मेरी फ़ितरत से मगर सच की हिफ़ाज़त है बहोत !!
मेरी तक़दीर में अपनों की मोहब्बत ही नहीं !
मेरी तक़दीर में अपनों से मोहब्बत है बहोत !!
शायर :-मोहम्मद सैफ़ बाबर (सैफ़ बाबर)
लखनऊ ( उत्तर प्रदेश ) इंडिया
मोबाइल :-( +91)9936008545
23 September 2010
Aaye Jo Faisla Wo Kisi Ke Bhi Haq Mein Ho... Aapka Shayar Dost:- Saif Babar.आए जो फ़ैसला वो किसी के भी हक़ में हो ...आपका शायर दोस्त:- सैफ़ बाबर
FaislaBaqi Jahan Mein Mulk Ka Naam o Nishan Rahe !
Gandhi Ke Khwaab Jaisa Hi Hindostan Rahe !!
Aaye Jo Faisla Wo Kisi Ke Bhi Haq Mein Ho !
Qayam Har Ek Haal Mein Amn o Aman Rahe !!
A Qata By Shayar :-
Mohd Saif Babar (Saif Babar)
Lucknow (UP) India.
Mobile No :-(+91)9936008545
Photo:- Mohd Saif Babar (Saif Babar)
***********************************************************************************
फ़ैसला
बाक़ी जहाँ में मुल्क का नामो-निशाँ रहे !
गाँधी के ख़्वाब जैसा ही हिन्दोस्ताँ रहे !!
आए जो फ़ैसला वो किसी के भी हक़ में हो !
क़ायम हर एक हाल में अमनो -अमाँ रहे !!
A Qata By Shayar :-
Mohd Saif Babar (Saif Babar )
Lucknow (UP) India.
Mobile No:- (+91)9936008545
11 September 2010
Eid kaise Manaye Jayegi.......... Mohd Saif Babar(Saif Babar)-- ईद कैसे मनाई जाएगी........ सैफ़ बाबर
बात -कैसे बनाई जाएगी !
कैसे महफ़िल सजाई जाएगी !!
"सैफ़" महबूब ही ख़फा हो जब !
ईद - कैसे मनाई जाएगी !!
Shayar:- Mohd Saif Babar
Mobile No:-(+91)9936008545
****************************
Qata
Baat Kaise Banaye Jayegi !
Kaise Mehfil Sajaye Jayegi !!
"Saif" Mehboob Hi Khafa Ho Jab !!
Eid Kaise Manaye Jayegi !!
Shayer:- Mohd Saif Babar (Saif Babar)
Lucknow (UP)
India.
Mobil No :-(+91)9936008545
Saif Lekin Maza To Tab Hai Jab Baant Do Sabme Eid Ki Khushiyan - Shayar-Saif Babar-सैफ़ लेकिन मज़ा तो जब है जब बाट दो सबमें ईद की खुशियाँ-शायर सैफ़ बाबर
चाँद में उनके दीद की खुशियाँ !
हों मुबारक ये ईद की खुशियाँ !!
"सैफ़" लेकिन मज़ा तो तब है जब !
बाट दो सब में ईद सकी खुशियाँ !!
शायर - मोहम्मद सैफ़ बाबर
*************************
Eid Mubarak
Chand Me Unke deed Ki Khushiyan !
Ho Mubarak Ye eid Ki Khushiyan !!
"Saif" Lekin Maza Tow tab Hai Jab !
Baant Do Sab Me Eid Ki Khushiyan !!
Sahyar-Mohd Saif Babar (Saif Babar)
Lucknow
(UP) India
Mobile No:-(+91)9936008545
27 August 2010
Koi Ghareeb Eid Manane Se Rah Na Jaye....Shayar:- Saif Babar. कोई ग़रीब ईद मनाने से रह न जाए...शायर- सैफ़ बाबर
16 June 2010
"Saif" Ye Raaz-e-Mohabbat Hai....Qata By Mohd Saif Babar. "सैफ़" ये राज़े मोहब्बत है ...(मोहम्मद सैफ़ बाबर)
क़ता
"सैफ़" ये राज़े -मोहब्बत है छुपता हूँ मैं
नाज़िशे हुस्न तुझे तुझसे चुराता हूँ मैं
तेरी तस्वीर ख़यालों में उभरती है और
ख़वाब में इश्क़ के रंगों से सजाता हूँ मैं
A Qata By Mohd Saif Babar
Mobil No:-(+91) 9936008545
13 March 2010
Urdu Watan Ki Neew Main Gitti Ki Tarah Hai -Mohd Saif Babar -उर्दू वतन की नीव में गिट्टी की तरह है -मोहम्मद सैफ़ बाबर
Hindi Watan Ke Mathe Pe Bindi Ki Tarah Hai
Urdu Watan Ki Neew Main Gitti Ki Tarah Hai
Urdu Ke Dushmano Ko Ye Maloom Ho Hamen
Urdu Azeez Mulk Ki Mitti Ki Tarah Hai
Shair:- Mohd Saif Babar
-:क़ता:-
हिन्दी वतन के माथे पे बिंदी की तरह है
उर्दू वतन की नीव में गिट्टी की तरह है
उर्दू के दुश्मनों को ये मालूम हो हमें
उर्दू अज़ीज़ मुल्क की मिट्टी की तरह है
शायर :-मोहम्मद सैफ़ बाबर
Mohd Saif Babar ,Lucknow
Mobail No:-( +91) 9936008545
01 February 2010
Tarannum Aqeel Ki Chairmanship Main U.P Urdu Academy Naye Uchaiyon Par -Mohd Saif Babar.तरन्नुम अकी़ल की सरपरस्ती में उ.प्र.उर्दू अकेडमी-सैफ़ बाबर
Aapka Shair dost:- Mohd Saif Babar, Lucknow
Mobil No:-9936008545
23 December 2009
Khushiyan Mana Rahe Hain Naya Saal..Ye Jashne saal e Naw Hai Muhabbat Ki Baat Ho-Mohd Saif Babar(Aapsab Ko Saal 2010 Ki Mubarakbad) ये जशने साल ए नव
Zulm Dharti se Khatm Ho Jaye.....Mohd Saif Babar ज़ुल्म धरती से ख़त्म हो जाए......मोहम्मद सैफ़ बाबर.Aap Sabko Naye Saal 2010 Ki Mubarakbaad
ज़ुल्म से धरती ख़त्म हो जाए
अब किसी बेगुनाह इन्सां का
इस ज़मीं पर न ख़ून बह पाए
सिर्फ़ इंसानियत जवाब आए
है दुआ "सैफ़" सारी दुनिया में
ये नया साल अमन ले आए
14 November 2009
Nehru Ji Ki Yaad Mein (Happy Children's Day) नेहरू जी की याद में (बाल दिवस मुबारक ) Mohd Saif Babar
ग़ज़ल:-
बेखौ़फ़ घर से निकलें सलामत ही घर में आयें ........................(मोहम्मद सैफ़ बाबर )
क़ता :-
हमसे अच्छा हमसे बेहतर कल है बच्चों आपका ......................(मोहम्मद सैफ़ बाबर)
मुल्क और सारी दुनिया (World Childrens ) के नाम मेरी ये ग़ज़ल और ये क़ता मेरे
इसी ब्लॉग पर ज़रूर देखें और हम तक अपनी राय ज़ुरूर भेजें,
आपका शायर दोस्त मोहम्मद सैफ़ बाबर (Mohammed Saif Babar)
Mohd Saif Babar (+91)9936008545)
21 July 2009
Na Ab Ghalib Koi Hoga Na Koi Meer Ab Hoga.......Shair Mohd Saif Babar
Na Ab Ustad Hi Unsa Na Unsa Peer Ab Hoga!
Na Ab Waise Kaman Hogi Na Waisa Teer Ab Hoga !!
Sadi Wo Bhi Unhi Ki Thi Sadi Ye Bhi Unhi Ki Hai !
Na Ab Ghalib Koi Haga Na Koi Meer Ab Hoga
Shair- Mohd Saif Babar(+91)9936008545
12 July 2009
be khaof ghar se niklen salamat hi ghar mein aayen -Shair -Mohd Saif Babar
बेखौ़फ़ घर से निकलें सलामत ही घर में आएं !
बच्चे बुरी बलाओं से हम सबके बच ही जाएं !!
नफ़रत की आग शहर में फैली है हर तरफ़ !
जंगल में चलिए चलके मुहब्बत के घर बनाएं !!
खु़शबू नही हवाओं में घुलता है अब धुआँ !
चल मेरी ज़िन्दगी कहीं दुनिया नई बसाएं !!
दीवारें मैंने सच की गिरा दीं हैं इस लिए !
पत्थर किसी तरफ़ से मेरे घर में अब न आएं !!
बेहतर है घर में बैठी रहें बेटियाँ जनाब !
रिश्ते मगर लुटेरों के हरगिज़ न धर में आएं !!
घोला है आपने जो ये माहोल में ज़हर !
इसके शिकार आप भी एक रोज़ हो न जाएं !!
दीवार गिर रही है अगर ज़ुल्म की तो "सैफ" !
इंसानियत के जितने भी दुश्मन हैं दब ही जाएं !!
GHAZAL
Be Khauf Ghar Se Niklen Salamat hi Ghar Mein Aayen!
Bachche Buri Balaon Se Hum Sabke Bach Hi Jaayen!!
Nafrat Ki Aag Shahar Mein Phaile Hai Har Taraf!
Jangal Mein Chaliye Chal ke Mohabbat ke Ghar Banayen!!
Khushboo Nahi hawaon Mein udta Hai Ab Dhuwan!
Chal Mere Zindigi kahin Duniya nai Basayen!!
Diwaren Meine Sach Ki Gira Deen Hain Is Liye!
Pathar Kisi Taraf Se Mere Ghar Mein Ab Na Aayen!!
Behtar Hai Ghar Mein Baithe Rahen Betiyan Janab!
Rishte Magar Loteron Ke hargiz na Ghar mein Aayen!!
Ghola Hai aapne Jo Ye Mahol Mein Zahar!
Iske Shikar Aap Bhi Ek Roz Ho Na Jaayen!!
Diwaar Gir Rahi Hai Agar Zulm Ki to "Saif"!
Insaniyat Ke Jitne Bhi Dushman hain Dab Hi Jaayen!!
Shair - Mohd Saif Babar, Lucknow. Mobil No:-(+91) 9936008545.
08 July 2009
Jalsa 2008 Mohammad Vakil-Kalaam Mohammad Saif Babar
"जलसा"2008 में मशहूर गुलुकार मोहम्मद वकील अपनी दिलकश आवाज़ में मोहम्मद सैफ़ बाबर का कलाम "ख़ुदा करे के वो मेरा नसीब हो जाए ! वो जितना दूर है उतना क़रीब हो जाए !! पेश कर लोगों और अन्नू कपूर और दुर्गा जसराज से वाहवाही हासिल करते हुए.
05 July 2009
humse behtar humse achcha kal hai bachchon aapka-Shair -Mohd Saif Babar,Lucknow
फूल की मानिन्द कोमल दिल है बच्चों आपका!
हमसे बेहतर हमसे अच्छा कल है बच्चों आपका !!
अपने हाथों अपनी क़िस्मत को सजा सकतें हैं आप !!
आपके हाथों में मुसतक़बिल है बच्चों आपका !!
QATA
Phool Ki Manind Komal Dil Hai Bachchon Aapka!
Humse Behtar Humse Achcha kal Hai Bachchon aapka!!
apne Hathon apne Qismat Ko Saja Sakte hain aap!
aapke Hathon mein mustaqbil hai Bachchon Aapka!!
shair-Mohd Saif Babar,lucknow.(+91)9936008545
03 July 2009
aapke haathon mein mustaqbil hai hindostan ka -ghazal by mohd saif babar
ये समंदर और ये साहिल है हिन्दोस्तान का !
जान है हिंदोस्ताँ की दिल है हिन्दोस्तान का !!
आप चाहें तो बना दें स्वर्ग हिन्दोस्तान को !
आपके हाथों में मुस्तक़बिल है हिन्दोस्तान का !!
मेरे दिल में सिर्फ़ हिन्दोस्तान है लिख्खा हुआ !!
चीर कर सीना दिखा दूँ दिल है हिन्दोस्तान का !!
खेल के मैदां से लेकर इल्म के मैदान तक !
ऐ जहाँ हर नौजवां काबिल है हिन्दोस्तान का !!
"सैफ" नेहरू जी से लेकर आजतक संसार में !
अमन की जानिब क़दम माईल है हिन्दोस्तान का !!
GHAZAL
Ye Samandar Aur Sahil Hai Hindostan ka!
Jaan Hai HindostaN ki dil Hai HIndostan ka!
Aap Chahen To Bana Dein Swarg Hindostan ko!
Aapke Hathon Mein Mustaqbil Hai Hindostan Ka!!
Mere Dil Mein Sirf Hindostan Hai Lakhkha Hua!
Cheer Kar Sina Dikha Doon Dil Hai Hindostan Ka!!
khel ke MaidaN Se Lekar Elm Ke Maidan Tak!
Aye Jahan Har Navjawan Qabil Hai Hindostan Ka!!
"Saif" Nehru Ji Se Lekar Aaj Tak Sansaar Mein!
Aman Ki Janib qadam Maeyl hai Hindostan Ka!!
shair- mohd saif babar,Lucknow. (+91)9936008545
jaan ye bharat ki hai aur dil hai bharatwarsh ka-ghazal by mohd saif Babar
ग़ज़ल
ये समंदर और ये साहिल है भारतवर्ष का !
जान ये भारत की है और दिल है भारतवर्ष का !
आप चाहें तो बना दें स्वर्ग भारतवर्ष को !
आपके हाथों में मुसतक़बिल है भारतवर्ष का !!
मेरे दिल में सिर्फ़ भारतवर्ष है लिख्खा हुआ !
चीर कर सीना दिखा दूँ दिल है भारतवर्ष का !!
खेल के मैदा से लेकर इल्म के मैदान तक !
ऐ जहाँ हर नवजवाँ क़ाबिल है भारतवर्ष का !!
"सैफ" नेहरू जी से लेकर आज तक संसार में!
अमन की जानिब क़दम माईल है भारतवर्ष का !!
Ghazal
Ye Samandar Aur Ye Sahil Hai Bharatwarsh Ka!
Jaan Ye Bharat Ki Hai Aur Dil Hai Bharatwarsh Ka!!
Aap Chahen to bana Dein Swarg Bharatwarsh Ko!
Aapke Hathon Mein Mustaqbil Hai Bharatwarsh ka!!
Mere Dil Mein Sirf Bharatwarsh Hia Likhkha Hua!
Cheer Kar Sina Dikha Doon Dil Hai Bharatwarsh ka!!
Khel Ke MiadaaN Se Lekar Elm Ke Maidan Tak!
Aye Jahan Har Navjawan Qabil Hai Bharatwarsh Ka!!
"Saif" Nehru ji Se Lekar Aaj Tak Sansaar Mein!
Aman Ki Janib Qadam Mayel hai Bharatwarsh Ka!!
shair-mohd saif babar,Lucknow।(+91)9936008545)







